1. Home
  2. /
  3. Bazaar Ke Sanskaar
  4. /
  5. Bazaar Ke Sanskaar Episode...

Bazaar Ke Sanskaar Episode 2: Lows are for averaging

  1. Home
  2. »
  3. Bazaar Ke Sanskaar
  4. »
  5. Bazaar Ke Sanskaar Episode 2:…
5
(2)

Hi guys! We hope you had a fabulous week. We are back with another episode of Bazaar ke Sanskaar. On today’s episode we’re discussing a topic that brings back memories of our early investing days—the belief that price is everything, especially when investors consider stocks lows mean selling.

Our friends Maya and Ayaan will be navigating the stock market with you. They have the same aspirations and financial goals as you and me.

If you still haven’t seen our last episode, here is a quick explanation of Bazaar ke Sanskaar, our educational series for investors. Through short stories, it highlights the dos and don’ts of investing to help you make informed decisions and cultivate sound investment habits.

Ayaan, yaad hai woh barsaat ke din, jab hum har gaddon mein chhalang lagate the? Koi tension hi nahi thi!

00 Maya Questioning
Ayaan
Ayaan

Haan, bilkul! Aur mummy hamesha kehti, “Mitti hai, dhul jayegi!” Unhe pata tha ki yeh sab temporary hai, jaise stocks ka girna.

Bilkul. Jab stock prices low hote hain, toh log panic karte hain. Lekin humare parents ne sikhaya hai na, har situation ko positively kaise dekhna chahiye, jaise puddles ko enjoy karna. Low prices pe averaging karna bhi waisa hi hai.

Maya
Maya
Ayaan
Ayaan

Aur woh mango season yaad hai? Ghar wale jab aam saste hote the toh pura stock kar lete the. Long-term mein sochte the, short-term price pe nahi.

Haan, bilkul sahi! Stocks kharid te waqt bhi aise hi sochna chahiye. Low prices ka matlab hota hai value grab karne ka chance, bas thoda patience aur vision chahiye.

Maya
Maya
Ayaan
Ayaan

Aur kite festival yaad hai? Kabhi patang girti thi, lekin hume pata kab dheel dena chahiye aur kab dhyaan se kheench na chahiye upar le jane. Investing bhi aisa hi kuch hai, especially jab prices low ho

Absolutely. Low prices pe stocks kharidna is like patang ko sambhal ke phir se udaana. Thoda patience aur strategy lagti hai.

Maya
Maya
Ayaan
Ayaan

Bachpan ne hume sikhaya ki kaise har situation ko handle karna hai, ups and downs ke saath. Investing bhi waise hi hai, lows ko opportunity ke tarah dekhna chahiye, na ki sirf risk.

Ekdum sahi, Ayaan. Lekin yaad rahe companies detail main study karna zaroori hai.

Maya
Maya

Thanks for going down memory lane with us with #BazaarkeSanskaar. If our stories make you smile, don’t forget to like, share, and vote.

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 5 / 5. Vote count: 2

No votes so far! Be the first to rate this post.

+ posts

I’m Archana R. Chettiar, an experienced content creator with
an affinity for writing on personal finance and other financial content. I
love to write on equity investing, retirement, managing money, and more.

Share on:

Want A Personalized Portfolio of 20-25 Potential High Growth Stocks?

*T&C Apply

Chat with us